Google

20 December, 2006

Beghar

Phir koi daal do bediyaan mere armaanon mein

Ki yeh “beghar” har lamha ek ashiana dhoondta hai

--
Tabu

Mod

Khamosh palakon se beh kar jab aansu ate hai,
aap kya jaanen kitne aap yaad ate hai,
aaj bhi hum usi mod pe khade hain,
jahan aapne kaha tha tha..
yanha ruko hum abhi aate hain
---
Kanu