Ajnabi
In aapno ki duniya main kise ajnabi bataye
behtar yahin hain khud hi yeh baat samjh jay
ki yeh hain waqt ka takaza
har shakhsha hain badalta
kal jo gale padta tha woh aaj dekh hain mukarta
kise kahe hum dushman kise dost hum pukare aajkal dost hamare dushman se najar aaye
in aapno ki duniya main kise ajnabi bataye
kispe uthaye ungli kise mujrim hum thehraye
behtar yahin hain chup chap hum unhe chod aage badh jaye

-------------
Manjit

0 Comments:
Post a Comment
<< Home